A website about Urdu poetry. We have poetry collections of Ghalib, Allama Iqbal, Faiz Ahmed Faiz, Ahmed Faraz and many others. Urdu Ghazal, sad Urdu poems and latest Urdu poetry.

Full width home advertisement

Post Page Advertisement [Top]

Ashk aankhon mein kab nahi aata
Lahoo aata hai, jab nahi aata

Hosh jaata nahi raha lekin
Jab wo aata hai, tab nahi aata

Dil sey rukhsat hui koi khwaahish
Giriya kuch bey-sabab nahi aata

Ishq ka hausla hai shart warna
Baat ka kis ko dhab nahi aata

Jee mein kia kia hai apney aey hum-dum
Har sukhan taa-ba-lub nahi aata


1 comment:

  1. It not only sounds nice nice
    But also pain killer to my pain

    ReplyDelete

Note: Only a member of this blog may post a comment.

Bottom Ad [Post Page]