A website about Urdu poetry. We have poetry collections of Ghalib, Allama Iqbal, Faiz Ahmed Faiz, Ahmed Faraz and many others. Urdu Ghazal, sad Urdu poems and latest Urdu poetry.

Full width home advertisement

Post Page Advertisement [Top]

Hawa ki aawaaz
Khushk patton ki sar-saraahat sey bhar gaee
Rosh-rosh par fatra phoolon ney
Laakhon nauhey jaga diye hain

Sileti shuaaein
Bulan payron par ghul machaatey
Siyaah kuuon ke qaafilon sey attee hui hain
Har aik jaanib khizaan ke qaasid lapak rahey hain
Har aik jaanib khizan ki aawaaz goonjti hai

Har aik bastee kashaakash-e-murg-o-zindagi sey nidhaal ho kar
Musaafiron ko pukaarti hai ke aao
Mujh ko khizaan ke beymaher
Talkh ehsaas sey bachaao

http://urdupoetrycity.blogspot.com/2015/04/khizaan-munir-niazi.html

No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.

Bottom Ad [Post Page]