Na socha na samjha na seekha na jaana
Mujhey aa gaya khud-ba-khud dil lagaana
Zara dekh kar apna jalwa dikhaana
Simat kar yahee aa na jaaey zamaana
Zubaan par lagi hain wafaaon ki mohrein
Khamoshi meri keh rahi hai fasaana
Gulon tak lagaai tou aasaan hai lekin
Hai dushwaar kaanton sey daaman bachaana
Karo laakh tum maatam-e-nau-jawaani
Pa Meer ab nahi aaey ga wo zamaana
Mujhey aa gaya khud-ba-khud dil lagaana
Zara dekh kar apna jalwa dikhaana
Simat kar yahee aa na jaaey zamaana
Zubaan par lagi hain wafaaon ki mohrein
Khamoshi meri keh rahi hai fasaana
Gulon tak lagaai tou aasaan hai lekin
Hai dushwaar kaanton sey daaman bachaana
Karo laakh tum maatam-e-nau-jawaani
Pa Meer ab nahi aaey ga wo zamaana
No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.