A website about Urdu poetry. We have poetry collections of Ghalib, Allama Iqbal, Faiz Ahmed Faiz, Ahmed Faraz and many others. Urdu Ghazal, sad Urdu poems and latest Urdu poetry.

Full width home advertisement

Post Page Advertisement [Top]

Ab jo ik hasrat-e-jawaani hai
Umar-e-rafta ki ye nishaani hai

Khaak thi maauj-zan jahaan mein aur
Hum ko dhoka ye tha ke paani hai

Giriya har waqt ka nahi baihech
Dil mein koee gham-e-nihaani hai

Hum qafas-zaad qaydi hain warna
Taa-chaman par-aafshaani hai

Yaan huey Meer hum baraabar-e-khaak
Waan wohi naaz-o-sar-girnaani hai


 

No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.

Bottom Ad [Post Page]