A website about Urdu poetry. We have poetry collections of Ghalib, Allama Iqbal, Faiz Ahmed Faiz, Ahmed Faraz and many others. Urdu Ghazal, sad Urdu poems and latest Urdu poetry.

Full width home advertisement

Post Page Advertisement [Top]

Dil ki baat kahi nahi jaati, chup ke rehna thaana hai
Haal agar hai aisa hi tou jee se jaana jaana hai

Surkh kaboo hai aansoo ho ke zard kabloo hai munh tera
Kia kia rung mohabbat ke hain, ye bhi aik zamaana hai

Fursat hai yaan kam rehney ki, baat nahi kuch kehney ki
Aankhein khol ke kaan jo kholey, bazm-e-jahaan afsaana hai

Tegh taley hi us ke kiun na gardan daal ke jaa baithein
Sartou aakhir-kaar hamein bhi haath ke aur jhukaana hai


No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.

Bottom Ad [Post Page]