A website about Urdu poetry. We have poetry collections of Ghalib, Allama Iqbal, Faiz Ahmed Faiz, Ahmed Faraz and many others. Urdu Ghazal, sad Urdu poems and latest Urdu poetry.

Full width home advertisement

Post Page Advertisement [Top]

Naseeb aazmaaney ke din aa rahey hain
Qareeb un ke aaney ke din aa rahey hain

Jo dil se kaha hai, jo dil se suna hai
Sab un ko saamney ke din aa rahey hain

Abhi sey dil-o-jaan sar-e-raah rakh do
Ke lutney lutaaney ke din aa rahey hain

Tapakney lagi un nigaahon se masti
Nigaahein churaaney ke din aa rahey hain

Saba phir hamein puchti phir rahi hai
Chaman ko sajaaney ke din aa rahey hain

Chalo Faiz phir se kaheen dil lagaaein
Suna hai thikaaney ke din aa rahey hain

No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.

Bottom Ad [Post Page]