A website about Urdu poetry. We have poetry collections of Ghalib, Allama Iqbal, Faiz Ahmed Faiz, Ahmed Faraz and many others. Urdu Ghazal, sad Urdu poems and latest Urdu poetry.

Full width home advertisement

Post Page Advertisement [Top]

Kabhi kabhi yaad mein ubhartey hain naqsh-e-maazi mittey mittey
Wo aazmaaesh si dil-o-nazr ki, wo qurbatein si, wo faasley se

Kabhi aarzoo ke sehra mein aa key ruktey hain qaailey sey
Wo saari baatein lagaao ki si, wo saarey unwaan visaal ke sey

Nigaah-e-dil ko qaraar kesa, nishaat-e-gham mein kami kahaan ki
Wo jab miley hain tou un sey har ki hai ulfat naye sirey se

Bohot giraan hai ye aish-e-tanhaa kaheen sabukatar kaheen gawaara
Wo dard-e-pinhaan ki saari duniya rafeeq thi jis ke waastey sey

Tumheen kaho rind-o-muhtasib mein ho aaj shab karun farq aisa
Ye aa key baithey hain maekadey mein wo uthaa ke aaye hain maeykadey se


No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.

Bottom Ad [Post Page]