A website about Urdu poetry. We have poetry collections of Ghalib, Allama Iqbal, Faiz Ahmed Faiz, Ahmed Faraz and many others. Urdu Ghazal, sad Urdu poems and latest Urdu poetry.

Full width home advertisement

Post Page Advertisement [Top]

Torna tootey huey dil ka bura hota hai
Jis ka koi nahi, us ka tou khuda hota hai

Maang kar tum sey khushi lun, mujhe manzoor nahi
Kis ka maangi hui dawlat sey bhala hota hai

Log naa-haq kisi majboor ko kehtey hain bura
Aadmi achey hain par waqt bura hota hai

Kiun Munir apni tabaahi ka ye kesa shikwa
Jitna taqdeer mein likha hai, ada hota hai


No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.

Bottom Ad [Post Page]