A website about Urdu poetry. We have poetry collections of Ghalib, Allama Iqbal, Faiz Ahmed Faiz, Ahmed Faraz and many others. Urdu Ghazal, sad Urdu poems and latest Urdu poetry.

Full width home advertisement

Post Page Advertisement [Top]

Bohot mila na mila zindagi se gham kia hai
Mataa-e-dard bahan hai tou baish-o-kam kia hai

Ham ek umr se waaqif hain a na samjhaao
Ke lutf kia hai mere meherbaan sitam kia hai

karey na jag mein alaaq to sher kis maqasad
Karey na sheher mein jal-thal tou chashm-e-nam kia hai

Ajal ke hath koi aa raha hai parwaana
Na haaney aaj ki fehrist mein raqam kia hai

Sajaao bazm ghazal gaao jaam taaza karo
Bohot sahi gham-e-geti sharaam kam kia hai

Lihaaaz mein koi kuch duur saath chalta hai
Wagarna deher mein ab Khizer kaa haram kia hai

No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.

Bottom Ad [Post Page]