Dushmani hum sey ki zamaaney ney
Jo jafa-kaar tujh sa yaar kiya
Ye tawaahum ka kaarkhaana hai
Yaan wohi hai jo aitabaar kiya
Hum faqeeron sey bey-adaai kia
Aan baithey jo tum ne piyaar kiya
Sud rag-e-jaan ko taab dey baahum
Teri zulfon ka aik taar kiya
Sakht kaafir tha jis ne pehley Meer
Mazhab-e-ishq ikhtiyaar kiya
Jo jafa-kaar tujh sa yaar kiya
Ye tawaahum ka kaarkhaana hai
Yaan wohi hai jo aitabaar kiya
Hum faqeeron sey bey-adaai kia
Aan baithey jo tum ne piyaar kiya
Sud rag-e-jaan ko taab dey baahum
Teri zulfon ka aik taar kiya
Sakht kaafir tha jis ne pehley Meer
Mazhab-e-ishq ikhtiyaar kiya

No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.