A website about Urdu poetry. We have poetry collections of Ghalib, Allama Iqbal, Faiz Ahmed Faiz, Ahmed Faraz and many others. Urdu Ghazal, sad Urdu poems and latest Urdu poetry.

Full width home advertisement

Post Page Advertisement [Top]

Kaabey manjaan-talab thay hum duuri-e-butaan sey
Aaaey hain phir ke yaaron ab ke Khuda ke haan sey

Jab kaundhti hai bijli, tab jaanib-e-gulistaan
Rakhti hai chair mere, khaashaak-e-aashiyaan sey

Kiun khobi us ke dil ki, aey ghuncha naqal kariye
Tu tou na bol zaailm, boo aati hai wahaan sey

Khaamoshi mein hi hum ney dekhi hai maslehat ab
Har ik se haal dil ka, muddat hua zubaan ki

Itni bio bud-mizaaji har lehza Meer tum ko
Uljhaao hai zameen sey, jhagra hai aasmaan sey


No comments:

Post a Comment

Note: Only a member of this blog may post a comment.

Bottom Ad [Post Page]