Maanind-e-shama'a majlis-e-shab ask-baar paaya
Al-qissa Meer ko hum ney bey-ikhtiyaar paaya
Sheher-e-dil muddat ujra basa ghamon mein
Aakhir ujaar dena, us ka qaraar paaya
Itna na dil sey miltey, na dil ko kho ke rehtey
Jesa kiya tha hum ney, wesa hi yaar piyaara
Kia aitabaar yaan ka, phir us ko khwaar dekha
Jis ney jaahan mein aa kar, kuch aitabaar paaya
Aahon ke sholey jis jaan, uthey hain Meer se shab
Waan jaa ke subah dekha musht-e-ghubaar paaya

No comments:
Post a Comment
Note: Only a member of this blog may post a comment.