Dil mein maatam, aankhon mein aansoo karorron pey zor Qasam ley lo, us raat tou teri yaad ne intehaa kar di
Post Page Advertisement [Top]
Agar wo puch lein hum se, tumhein kis baat ka gham hai Tou phir kis baat ka gham ho, agar wo puch lein hum se
Khoobsurat tou pehle bhi tha lekin Hum ne chaaha tou ajab dhung se nikhraa hai wo shakhs
Merey chup rehne naraaz na hua kar Kehtey hain tootey huey lo aksar khaamosh rehte hain
Ab tou shaayad hi mujh sey mohabbat karey koi Meri aankhon mein tum saaf nazar aatey ho
Uss ka mayaar abhi mujh se juda hai lekin Wo bhi bikhrey ga tou ho jaaey ga mere jesa
Apni kharaabiyon ko pas-e-pusht daal kar Har shakhs keh raha hai zamaana kharaab hai
Nigaahein neechi kar ke apni raah chalna Log palkon se hi alfaaz churaa lete hain
Haasil-e-zindagi kahoon saaab Bashr ahl-e-wafa nahi hota
Likhna tou tha ke khush hun tere baghair bhi Aansoo magar qalam se pehley hi gi gaey
Kiun mannatein maangata hai auron ke darbaar se Iqbal Wo kaun sa kaam hai jo hota nahi tere parwardigaar se
Hum bey-wafa thay iss liye nazron mein gir gaey Shaayad inhein talaash kisi bey-wafa ki thi
Hum ko un se wafa ki hai ummeed Jo nahi jaantey wafa kia hai
Uljha rahi hai mujh ko yahee kash-ma-kash musalsal Mohsin Wo aa basa hai mujh mein, ya main us mein kho gaya hun
Aaj ki raat bhi mumkin hai na so sakoon Mohsin Yaad phir aai hay neendon ko uraaney waali
Jis nagar bhi jaao, qissey hein kambakht dil key Koi dey ke ro raha hai, koi le ke ro raha hai
Kisi dushman ne ye izzat mujhe ab tak nahi bakshi Hamesha dost hi ka haath puhuncha hai giraibaan tak
Jeet mera naseeb thi lekin Mujh ko ley dooba teri maat ka dukh
Wafa ke bhais main koi raqeeb-e-sheher bhi hai Hazar, ka sheher ke qaatil tabeeb-e-sheher bhi hai Wohi sipaah-e-sitam khaima-zan hai cha...
us ne sukoot-e-shab mein bhi apnaa payaan rakh diya Hijr ki raat hum par, maah-e-tamaam rakh diya Aamad-e-dost ki nawaid koo-e-wafa mein...
Us ne kaha sun Ahad nibhaaney ki khaatir mat aana Ahad nibhaaney waley aksar majboori ya Mahjoori ki thakan se lauta karte hain Tum jaa...
Us ko judaa huey bhi zamaana bohot hua Ab kia kahein ke qissa puraana bohot hua Dehelti na thi kisi bhi jatan se shab-e-firaaq Ae marg-...
Tu paas bhi ho tou dil bey-qaraar apna hai Ke hum ko tera nahi intezaar, apna hai Miley koi bhi tera zikr chair dete hain Ke jesey saar...
Tum bhi khafa ho dost bhi bey-rehem dosto Ab ho chala yaqeen ke burey hum hain dosto Kis ko hamaarey haal se nisbat hai kia karein Aank...
Teri baatein hi sunaaney aaey Dost bhi dil hi dukhaaney aaey Phool khiltey hain tou hum sochtey hain Tere aaney ke zamaaney aaey Aisi...
Tere hotey huey mehfil mein jaltey hein charaagh Log kia saada hain sooraj ko dikhaatey hain charaagh Apne mehroomiyon pe sharmninda hai...
Tarap uthoon bhi tou zaalim teri duhaai na dun Main zakhm zakhm hun phir bhi tujhe dikhaai na dun Tere badan mein dharakney laga hun dil...
Suna hai log usey aankh bhar ke dekhte hain So us k sheher mein kuch din theher ke dekhte hain Suna hao rabt hao us ko kharaab haalon se...
Shola tha jal-bujha hun hawaaein mujhe na do Main kab ka jaa chuka hun sadaaein mujhe na do Jo zeher pee chuka hun tumhi ne mujhe diya ...
Sukoot-e-shaam-e-khizaan hai qareeb aa jaao Bara udaas samaan hai, qareeb aa jaao Na tum ko khud pe bharosa, na hum ko zom-e-wafa Na ai...
Sab log liye snug-e-malaamat nikal aaye Kis sheher main hum ahl-e-mohabbat nikal aaye Ab dil ki tamanna hai tou aey kaash yahi ho Aanso...
Saaqiya ik nazar jaam se pehle pehle Hum ko jaana hai kahin shaam se pehle pehle Khush hua aey dil ke mohabbat tou nibhaa di tu ne Log ...
Ranjish hi sahi dil hi dukhaaney k liye aa Aa phir se mujhe chor ke jaaney k liye aa Pehley se muraasim na sahi, phir bhi kabhi tou Ras...
Qurbaton mein bhi judaai ke zamaaney maangey Dil qo bey-mehar ki roney ke bahaaney maangey Apna ye haal ke jee haar chukey lut bhi gaey ...
Phir usi raah-guzaar par shaayad Hum kabhi mil sakein magar shaayad Jaan pehchaan se kia hoga Phir bhi aey dost, ghaur kar shaayad Mu...
Paich rakhtey ho bohot saaj-o-dastaar ke beech Main ne sar girtey huey dekhey hain baazaar ke beech Baagh-baanon ko ajab rung se taktey ...
Payaam aaey hain us yaar-e-bey-wafa ke mujhe Jisey qaraar na aaya kahin bhula ke mujhe Nashey se kahoon tou nahi yaad-e-yaar kaa aalam ...
Muttafaawatein hein mere khuda ki ye tu nahi koi aur hai Ke tu aasmaan pe ho tou ho, pisar-e-zameen koi aur hai Wo jo raastey thay, wafa...
Muntazir ka se tahaiyyur hai teri taqreer ka Baat kar tujh par gumaan honey laga tasveer ka Raat kia soey ke baaqi umar ki neend ur gai ...
Main tou aawaara shayar hun meri kia wuqu'at Aik do geet paraishaan se gaa leta hun Gaahey gaahey kisi naa-kaam sharaabi ki tarah A...
Kia rukhsat-e-yaar ki ghari thi Hansti hui raat ro pari thi Hum khud hi huey tabaah warna Duniya ko hamaari kia pari thi Ye zakhm hei...
Kuch na kisi se bolein gey Tanhaai mein ro lein gey Hum bey-rehbaron ka kia Saath kisi ke ho lein gey Khud tou huey ruswa lein Tere ...
Khwaab marte nahi Khwaab dil hain, na aankhein, na saansein ke jo Raiza raiza huey tou bikhar jaaein gey Jism ki maut se ye bhi mar jaae...
Khaamosh ho kiun daad-e-jafa kun nahi detey Bismil ho tou qaatil ko dua kiun nahi detey Wehshat ka sabab roozan-e-zindaan tou nahi hai ...
Kathin hai raah-guzar, thori duur saath chalo Bohot bara hai safar, thori duur saath chalo Tamaam umar kahaan koi saath deta hai Main j...
Karun na yad agar, kis tarah bhulaaun usey Ghazal bahaana karun aur gun-gunaaun usey Qo khaar khaar hai shaakh-e-gulaab ki maanind Main...
Kaha tha kis ne ke ahd-e-wafa karo us se Jo yun kiya hai tou phir kiun gila karo us se Ye ahl-e-baz tunak hausla sahi phir se Zara fasa...
Juz tere koi bhi din raat na jaaney mere Tu kahaan hai magar aae dost puraaney mere Tu bhi khusboo hai magar mera tajassus bekaar Barq-...
Jis simt bhi dekhun nazar aata hai ke tum ho Aey jaan-e-jahaan ye koi tum sa hai ke tum ho Ye khwaab hai, khusboo hai, ke jhonka hai ke ...
Iss se pehley ke bey-wafa ho jaaein Kiun na aey dost, hum juda ho jaaein Tu kabhi heeray se ban gaya pathar Hum bhi kal kia se kia ho j...
Iss qadar musalsal theen, shiddatein judaai ki Aaj pehli baar main ne, us se bey-wafaai ki Warna ab talak yun tha khwaahishon ki baarish...
Iss daur-e-bey-junoon ki kahaani koi likho Jismon ko burf, khoon ko paani koi likho Koi kaho ke haath qalam kis tarah huey Koi ruk gaey...
Inhi khush-gumaaniyon mein kahin jaan se bhi na jaao Wo jo chaarah-gar nahi hai, usey zakhm kiun dhikaao Ye udaasiyon ke mausam, kahin r...
Hui hai shaam tou aankhon mein bas gaya phir tu kahaan gaya hai mere sheher ke musaafir tu Bohot udaas hai ik shakhs tere jaaney se Jo ...
Hawa ke khauf se pindaar-e-baam-o-dar bhi gaya Chirraagh ko jo bachatey thay un ka ghar bhi gaya Pukaartey rahey mehfooz kashtiyon waley...
Har tamaashaai faqat saahil se manzar dekhta Kaun dariyaa ko ulat-ta, kaun gauhar dekhta Wo tou duniyaa ko meri deewaanagi khush aa gai ...
Haath uthey hein magar lub pe dua koi nahi Ki ibaadat bhi wo jis ki jazaa koi nahi Ye bhi waqt aana tha ab gosh har awaaz hay Aur mere ...
Giley fuzool thay ahd-e-wafa k hotey huey So chup rahaa sitam-e-narawaa ke hotey huey Ye qurbaton mein ajab faasley parey ke mujhe Hai ...
Faraz ab koi Saudaa, koi junoon bhi nahi Magar qaraar se din kat rahey hon, yun bhi nahi Lub-o-Dehen bhi milaa, guftagu ka fun bhi mila ...
Dukh fasaana nahi ke tujh se kahein Dil bhi maana nahi ke tujh se kahein Aaj tak apni bey-kali ka sabab Khud bhi jaana nahi ke tujh se ...
Dost ban kar bhi nahi saath nibhaaney waala Wohi andaaz hai zaalim ka zamaaney waala Ab isey log samajhtey hain firaftaar mera Sakht na...
Dil bhi bhujaa ho shaam ki parchaaiyaan bhi hon Mar jaaiye jo aise mein tanhaaiyaan bhi hon Aankhon ki srkh lahar hay mauj-e-supardagee ...
Cherey main ne kabhi la\ub-o-rukhsaar ke qissey Gahey gul-bul-bul ki hikaayat ko nikhaara Gahey kisi shahzaadey ke afsaaney sunaaey Gahe...
Bey-neyaaz-e-gham-e-paimaan-e-wafa o jaana Tum bhi auron ki tarah mujh se judaa ho jaana Mein bhi palkon pe sajaa lunga lahoo ki boondei...
Barson ke baad dekha, ik shaks dil-ruba sa Ab zehen mein nahi hai, par naam tha bhalaa sa Abaroo khinchey khinchey sey, aankhein jhuki j...
Badan mein aag si chehra Gulaab jesa haai Ke Zeher-e-gham ka nashaa bhi sharaab jesa hai Kahan wo qurb ke ab tou ye haal hai jesey Tere...
Aisey chup hein ke manzil bhi kari ho jesey Tera milnaa bhi judaai ki ghari ho jesey Apney hi saaey se har gaam laraz jaata hun Raastey...
Ab naey saal ki mohabbat nahi milney waali Aa chukey ab tou shab-o-roz azaabon waley Ab tou sab dashna-o-khanjar ki zubaan boltey hein ...
Ab kis ka jashn manaatey ho, us dais ka jo taqseem hua Ab kis ka geet sunaatey ho, us tun mun ka jo do-neem hua Us ka khwaab ka jo raiza...
Ab ke tajdeed-e-wafa ka nahi imkaan jaanaan Yaad kia tujh ko dilaaein tera paimaan jaanaan Yun hi mausam ki adaa dekh ke yaad aaya hai ...
Ab ke rut badli tou khushboo ka safar dekhe ga kaun Zakhm phoolon ki tarah mehkein gey par dekhe ga kaun Dekhna sab raqs-e-bismil mein m...
Ab k hum bichrey tou shayad kabhi khuaabon mein milein Jis tarah sookhey huey phool kitaabon mein milein Dhoond ujrey huey logon mein wa...
Aankh se duur na ho, dil se utar jaaey ga Waqt ka kia hai, guzarta hai, guzar jaaey ga Itna maanoos na ho, khilwat-e-gham se apni Tu ka...
Aashiqi bey-dili se mushkil hai Phir mohabbat usi sey mushkil hai Ishq aaghaaz hi sey mushkil Sabr karaana abhi se mushkil hai Hum aa...
Ghar jab bana liya hai mere dar par kahey baghair Jaaney ga ab bhi tu na mera ghar kahey baghair Kehtey hein jab raahi na mujhe taaqat-e...
Ghar hamaara, jo na rotey bhi tou veeraan hota Behr gar Behr na hota tou bayaabaan hota Tundi-e-dil ka gilaa kia, ye wo kaafir dil hai ...
Ghair lein mehfil mein bosey jaam ke Hum rahein yun tashnaa-lub paighaam ke Khastagi ka tum se kia shikwa ke ye Huth-kandey hein charkh-...
Gaee wo baat ki ho guftagu tou kiun kar ho Kaheen se kuch na hua, phir kaho tou kiun kar ho Hamarey zehen mein is fikar ka hai naam visa...
Aik aik qatrey ka mujhe dena para hisaab Khoon-e-jigar wadiyyat-e-mishgaan-e-yaar tha Ab main hun aur maatam-e-yak Shahar-e-aarzoo Torr...
Diya hai dil agar us ko, bashar hai kia kahiye Hua raqeeb hai tou ho, naamabar hai kia kahiye Ye zidd key aaj naa aavey aur aaey bin na ...
Dil se teri nigaah jigar tak utar gaee Donon ko ik adaa mein raza-mund kar gaee Shaq ho gaya hai seena khushaa lazzat-e-faraagh Takleef...
Dil hi tou hai, na sung-o-khisht, dard se bhar na aaey kiun Roein gey hum hazaar baar, koi hamein sataaey kiun Dair nahi, haram nahi, da...
Dhota hun jab main peeney ko us seematan k paaun Rakhta hai zidd se khainck kar bahar lagan k paaun Di saadagi se jaan parun koh-kan ke ...
Daaem para hua tere dar par nahi un main Khaak aisi zindagi pe ke pat-thar nahi hun main Kiun gardish-e-madaam se ghabraa na jaey di...
Chahiye achon ko jitna chahiye Ye agar chaahein tou phir kia chahiye Sohbat-e-rindaan se waajib hay hazar Jaa-e-mae apney ko khaincha c...
Be-Aitadaaliyon se subak sab mein hum huey Jitne ziyaada ho gaye utney hi kam huey Pinhaan tha daam sakht qareeb aashiyaan ke Urney na ...
Bohot sahi gham-e-geeti sharaab kam kia hai Ghulaam-e-saaqi-ekausar hun mujh ko gham kia hai Tumhari tarz-o-rawish jaantey hein ham kia ...
Baaeecha-e-atfaal hai duniyaa mere aagey Hota hai shab-o-roz, tamaasha mere aagey Ik khel hai aurang-e-sulaimaan mere nazdeek Ik baat h...
Han dil-e-dard-mund zamzama saaz Kiu na kholey dar-e-khazeena-e-raaz Khammey ka safhey par ravaan hona Shaakh-e-Gul ka hai gul-fishaan ...
Aamad-e-khat se hua hai sard jo bazaar-e-dost Dood-e-sham-e-kushtaa tha shayad khat-e-rukhsaar-e-dost Aey dil naa aaqibat andesh, zabt-e...
Aaina kiun na dun k tamaasha kahein jisey Aisa kahan se laaun ke tujh sa kahein jisey hasrat ne laa rakha teri bazm-e-khayaal mein Guld...
Aah ko chaahiye ik umar asar honey tak kaun jeeta hay teri zulf ke sar honey tak Daam har mauj mein hai halqa-e-sud kaam neheng Dekhein...
Aa ke meri jaan mein qaraar nahi hai Taaqat-e-bedaad-e-intezaar nahi hai Detey hein jannat hayaat-e-deher k badley Nasha ba-andaaz-e-kh...
Kabhi naiki bhi us ke jee mein aa jaey hai mujh se Jafaaein kar k apni yaad sharma jaaye hay mujh se Khudara jazba-e-dil ki magar taseer...
Jaur se baaz aaein par baaz aaein kiun Kehtay hen hum tum ko munh dikhlaaein kiun Raat din gardish mein hein saat aasmaan Ho rahey ga k...
Gham-e-dunya se gar paai bhi fursat sar uthaaney ki Falak ka dekhna taqreeb tere yaad aaney ki Khulega kis tarah mazmoon mere maktab ka ...
Muddat hui hay yaar ko mehmaan kiye huey Josh-e-qadah se bazm charaaghaan kiye huey Karta hun jama phir jigar-e-lakh-lakht ko Arsaa hua...
Na tha kuch tou Khuda tha, kuch na hota tou Khuda hota Daboya mujh ko honey ney, na hota main tou kia hota Hua jab gham se yun bey hiss ...
Nahi hoga yak bayaabaan maandagi se zauq mera Hubaab-e-mauj-e-raftaar hai, naqsh-e-qadam mera Mohabbat thi chaman se lekin ab ye bey di...
Nahi ke mujh ko qayamat ka aitaqaad nahi Shab-e-firaaq se roz-e-jazah ziyaad nahi Koi kahey k shab-e-mah mein kia buraai hai Bala se aa...
Dost Gham khuari mein meri sa'ee farmaein gey kia Zakhm k bharney talak naakhun na barh jaaein gey kia Bey niazi hudd se guzri banda...
Donon jahan dey ke wo samjhey ye khush raha Yaan pari ye sharm ki takraar kia karein Thak thak k har maqaam pe do chaar reh gaey Tera p...
Kiun kar us but se rakhun jaan aziz Kia nahi ha mujhe imaan aziz Dil se nikla pa na nikla dil se Hai tere teer ka paikaan aziz Taab l...
Dar se mere hai tujh ko beqaraari haey haey Kia hua zaalim teri ghaflat ah'aari haey haey Tere dil mein gar na tha aashob-e-gham ka ...
Dil mera soz-e-nehan se bey-mohaaba jal gaya Aatish-e-Khamosh k maanind goya jal gaya Dil mein zauq-e-wasl-o- yaad-e- yaar tak baaqi nah...
Arz-e-neyaaz-e-ishq k qaabil nahi raha Jis dil pe naaz tha mujhe, wo dil nahi raha Jaata hun daagh-e-hasrat-e-hasti liay huey Hun Shamm...
Dil-e-nadaan tujhe hua kia hay Aakhir iss dard ki dawa kia hay Hum hain mushtaq aur wo bey zaar Yaa Illaahi, ye majara kia hay Main b...
Dar minnat kash-e-dawa na hua Main na acha hu, bura na hua Jama karaatey ho kiun raqeebon ko Ik tamaasha hua, gila na hua Ham kahan q...
Koi ummeed bar nahin aati Koi soorat nazar nahi aati Maut ka aik din mauai-yin hay Neend kiun raat bhar nahhi aati Aagey aati thi haa...