Kabhi kisi baam ke kinaarey Ugey huey payrr ke sahaarey Mujhe mili hain wo mast aankhein Jo dil ke paataal mein utar kar Gaey dinon ki ...
Post Page Advertisement [Top]
Raat bey-hud chup hai Aur us ka andhera surmageen Shaam partey hi damaktey thay jo ranhon mein nageen Duur tak bhi ab kaheen Us ka nish...
Phool thay, baadal bhi tha, aur wo haseen soorat bhi thi Dil mein lekin aur hi ek shakal ki hasrat bhi thi Jo hawa mein ghar banaaey kaa...
Wo din bhi aaney waala hai Jab teri in khaali aankhon mein Har jazba mitt jaaey ga Tere baal jinhein dekhein tou Saawan ki ghanghor gha...
Laakhon shaklon ke meley mein tanha rehna mera kaam Bhais badal kar dekhtey rehna taiz hawaaon ka kohraam Aik taraf aawaaz ka sooraj, ak ...
Hawa ki aawaaz Khushk patton ki sar-saraahat sey bhar gaee Rosh-rosh par fatra phoolon ney Laakhon nauhey jaga diye hain Sileti shuaae...
Khalish-e-hijr-e-daayemi na gaee Tere rukh sey ye bey-rukhi na gaee Puchtey hain ke kia hua dil ko Husn waalon ki saadagi na gaee Sar...
Wo khoobsurat larkiyaan Dasht-e-wafa ki hairaaniyaan Sheher-e-shab-e-mahtaab ki Bey-chayn jaadu-garniyaan Jo baadalon mein kho gaeen ...
Hamesha dair kar deta hun main Zaroori baat kehni ho Koi waada nibhaana ho Usey aawaaz deni ho usey waapas bulaana ho Hamesha dair ka...
Gham ki baarish ney bhi tere naqsh ko dhoya nahi Tu ney mujh ko kho diya, main ne tujhe khoya nahi Neend ka halka gulaabi sa khumaar aan...
Gham ka wo zor ab mere andar nahi raha Iss umar mein, main itna samar-war nahi raha Iss ghar mein jo kashish thi, gaee un dinon ke saath...
Dar ke kisi sey chup jaata hai jesey saamp khazaaney mein Zar ke zor sey zinda hain, sab khaak ke is weeraaney mein Jesey rasm ada karte...
Chaman mein rung-e-bahaar utra tou main ney dekha Nazar sey dil ka ghubaar utra tou main ney dekha Main neem-shab aazma ke hasrat ko dek...
Bey-chayn bohot phirna, ghabraaey huey rehna Ik aag si jazbon ki, bharkaaey huey rehna Chalkaaey huey chalna, khushboo-e-baigaani ki Ik...
Aah ye baaraani raat! Meenh, hawa, toofaan, raqs-e-saaeyqaat Shash-e-jehat par tairagi umdi hui Aik sannaattey mein bazm-e-haadsaat Aur...
Hai ikhtiyaar mein tere tou maujaza kar dey Wo shakhs mera nahi, usey mera kar dey
Main ik sitaarey ki seerat pe mar mitta warna Falak sey karta raha chaand bhi ishaarey mujhe
Mere haathon ki lakeeron mein ye aib hai Mohsin Main jis shakhs ko choo lun, wo mera nahi rehta
Chaahat bharey do lafz aur har lafz mein dua Muqrooz kar diya hamein tere khuloos ney
Ehsaas-e-mohabbat ki mithaas sey mujhe aagaah na kar Ye wo zeher hai jo main pehley bhi pee chuka hun
Main pee kar nahi behekta, usey dekh kar behekta hun Aey aalam-e-waqt bata, sharaab haraam hai ya wo
Saahab Mujhe Insaaf Chahiye Dil mera hai tou maalik koi aur kiun
Aik main hi nahi jurm-e-mohabbat ka khata-waar Halka sa tabassum bhi tou shaamil tha udhar sey
Tu jo marzi maang ley, har cheez qurbaan hai meri Aik jaan na maangna, kiun ke tu hi tou jaan hai meri
Mera kaarnaama meri zindagi, meri hasraton ke siwa kuch bhi nahi Ye kiya nahi, wo huaa nahi, ye mila nahi, wo raha nahi
Ley dey ke wohi shakhs hai is sheher mein apna Duniya kaheen us ko bhi samajhdaar na kar dey
Zikr-e-shab-e-firaaq sey wehshat usey bhi thi Meri tarah kisi sey mohabbat usey bhi thi Mujh ko bhi shauq tha naey chehron ki deed ka R...
Theher jaao ke hairaani tou jaaey Tumhaari shakal pehchaani tou jaaey Shab-e-gham tu hi mehmaan ban ke aaja Hamaarey ghar ki weeraani t...
Ye dil, ye paagal dil mera, kiu bujh gaya, aawaaragi Is dasht mein ik sheher tha, wo kia hua, awaaragi Kal shab mujhe bey-shakal si aawa...
Rait par likh kar mera naam mitaaya na karo Aankhein sach bolti hain piyaar chupaaya na karo Log har baat ka afsaana bana letey hain Sa...
Jab sey sheher ko chora, har rasta sunsaan hua Apna kia hai, saarey sheher ka ik jaise nuqsaan hua Mere haal pe hairat kaisi dard ke tan...
Itni muddat baad miley ho Kin sochon mein gum rehtey ho Taiz hawa ne mujh sey pucha Rait pe kia likhtey rehtey ho Kaun si baat hai tu...
Hamaara kia hai ke hum tou charaagh-e-shab ki tarah Agar jaley bhi tou bas itni raushnaai hogi Ke jaisey tund andhairon ki raah mein jugn...
Bichar ke tu ne kabhi mujh sey ye bhi socha hai Adhoora chaand bhi kitna udaas hota hai Ye wasl ka lamha hai isey raaeygaan na samajh K...
Abhi kia kahein, abhi kia sunaaein Ke sar-e-faseel-e-sukoot-e-jaan Kuf-e-roz-o-shab pe sharar-numa Wo jo hurf jurf charaagh tha Usey ki...
Yaaro mujhey muaaf karo, main nashey mein hun Ab do tou jaam khaali hi do, main nashey mein hun Mazaar hun jo paaun mere bey-tarah parey...
Yaar bin talkh zindagi thi Dosti muddaee-e-jaani thi Shaib mein faaefa ta'ammul ka Sochna tab tha, hub-jawaani thi Mere qissey se...
Ulti ho gaeen sab tadbeerein kuch na dawa ney kaam kiya Dekha is beemaari-e-dil ney aakhir kaam tamaam kiya Ahd-e-wafa ro ro karta peeri...
Tum nahi fitna-saaz sach saahab Sheher pur-shor is ghulaam sey hai Koi tujh sa bhi kaash tujh ko miley Muda'a hum ko inteqaam sey h...
Tha musteaar-e-husn sey us ke jo noor tha Khurshid mein bhi us hi ka zahoor tha Puhuncha jo aap ko tou main puhuncha Khuda ke taeen Maa...
Shair ke pardey mein main ne gham sunaaya hai bohot Marsiye ney dil ko mere bhi rulaaya hai bhot Waadi-o-kohsaar mein rota hun daarein m...
Shikwa karoon main kab tak us apney meherbaan ka Al-qissa rafta rafta dushman hua hai jaan ka Di aag-e-gul ne waan aey saba chaman ko Y...
Shab Ko Wo Piye Sharaab Nikla Jaana ye ke aaftaab nikla Qurbaan piyaala-e-maey-naab Jaisey ke tera hijaab nikla Masti mein sharaab ki...
Sahar-gaah-e-eid mein daur-e-saboo tha Par apney jaam mein tujh bin lahoo tha Jahaan pur fasaaney se hamaarey Dimaagh-e-ishq hum ko bhi...
Rahi nagufta mere dil mein daastaan meri na is daeyaar mein samjha koi zubaan meri Ba-rung-e-saut-e-jaras se duur hun tanha Khabar nahi...
Patta patta boota boota haal hamaara jaaney hai Jaaney na jaaney gul hi na jaaney, baagh tou saara jaaney hai Lagney na dey bas ho tou u...
Na socha na samjha na seekha na jaana Mujhey aa gaya khud-ba-khud dil lagaana Zara dekh kar apna jalwa dikhaana Simat kar yahee aa na j...
Munh taka hi karey hai jis-tis ka Hairati hai ye aaina kis ka Shaam sey bujha bujha sa rehta hai Dil hua hai charaagh muflis ka Thay ...
Milo in dinon hum sey ik raat jaani Kahaan hum, kahaan tum, kahaan phir jawaani Shikaayat karoon hon tou soney lagey thay Meri sar-guzi...
Mere sung-e-mazaar par farhaad Rukh ke tesha kahey hai 'Ya Ustaad' Hum sey bin-murg kia juda ho malaal Jaan ke saath hay dil-e-...